Top 20 Mirza Ghalib Shayari in Hindi & Urdu – Best Mirza Ghalib Shayari

MIrza Ghalib Shayari Are The Most Demanding Shayaris As Compared to other Urdu Shayari Writers. Mirza Ghalib is great Shayari Writer

Ghalib Shayari Are The Most Demanding Shayaris As Compared to other Urdu Shayari Writers.  Mirza Ghalib is great Shayari Writer. Mirza Ghalib writes All type Of Shayaris. Many People finding Bewafa Shayari By Ghalib, Love Shayari by Ghalib, Ghalib Shayari on Isaq or Many other types of Shayaris by Ghalib. So We Collect Top 20 Best Ghalib Shayari and Ghazals of Ghalib For you. Everyone Who Is Finding Ghalib Shayari In Urdu Or Hindi Can Read This Post Fluently And Can Share best Ghalib Shayaris With Any of Ghalib Shayari Lover Or Your Social Network.

For Now, You Can Read All Best Hindi Mirza Ghalib Shayari Below

We Hope You Like Collection Of Best Ghalib Shayaris.

Ghalib Shayari In Hindi

Kon kehtaa hai rooh kii Koi khawish nahi..
Jab sanse thii tab Koi azmaish nahii..
Toota hai armaan un awazon ke Liyee..
Jinke naseeb me jeene kii Koi numaish hi nahi…

** Ghalib Shayari Urdu **

Hum Aah Bhii Bharte Hai To Ho Jate Ha Badnamm…
Or Vo Katall Bhi Karte Hai Too Charcha Nahi Hotaa…

** Hindi Shayari by Ghalib **

Dard See Hath Naa Milate To Kya Krtee
Gum Ke Aanso Na Bahate To Kya Karte
Unhoone Kii Thi Roshni Kii Umeed Humse
Khud Ko Naa Jalate Toh Kya Krtee

** Poetry By Ghalib **

Jisne Haq Diyaa Mujhe Muskurane Kaa
Use Shouk Hai Abb Mujhe Rulaanee Kaa
Jisee Lehron Se Cheen Karr Laye The Kinaree Par
Intzaarr Hai Use Ab Meree Doob Jaane Ka

Like Our Facebook Page Get All Ghalib Shayari With Images In Your News Feed.

** Hindi Shayari by Ghalib **

Nashe M Log Sach Ugal Dete H,
Ishq M Log Tahjeeb Sikh Jaate H,
Koun Kahta H Ishq Galat H,
Ishq M Log Ek Dusre Par Mar Mitne Ko Raazi Ho Jaate H Galib.


** Ghalib Shayari Hindi **

Aasamaaan Pee Chaand Jal Raha Hoga,
Kisee Kaa Dil Machal Raha Hogaa,
Uff  Yee Mere Pairon Mein Chubhan Kaisee Hai,
Jaroor Voo Kaanton Parr Chal Raha Hoga.


** Shayari On Love by Ghalib in Hindi **

Tujhe Ho Naseeb Ghadaagri Tera
Dast E Naaz Draaz Ho
Yehi Baddua Hai Fitnagar Tera Husn
Sehra Nwaaz Ho
Rahe Farz E Gham Main Tu Mubtila
Na Shafaa Mile Na Dua Mile
Jo Kazaa Ki Woh Teri Aarzoo Thi
Khudaya Teri Umar Aur Draaz Ho


** Urdu Ghalib Shayari **

Es Qadr Mathe Ko Ragda Astane Yaar Par.
K Mit Gaya Likha Hua Bigdi Hui Taqder Ka.


** Shayari In Hindi Ghalib **

Nazar Ko Nazar Ki Nazar Se Na Dekho,
Nazar Ko Nazar Ki Nazar Lag Jaegi,
Nazar Ko Nazar Ki Nazar Lag Gayee Toh,
Nazar Ko Nazar He Nazar Aaege…


** Mirza Ghalib Shayari In Hindi **

Mat puchiye hamari gusthakiyo ki hadh,
Mat puchiye hamari gusthkiyo ki hadh,
Ham aaina zami pr rakhkar aasma kuchal diya karte h


** Mirza Hindi Shayari **

Din Raat Hum Vo Harr Kaam Likh Letee Hain,
Terii Yaad Mein Gujarii Har Shaam Likh Lete Hain,
Tujhe Dekhe Bina Ik Pal Bhii Katata Nahinn,
Akelee Mein Hathelii Pee Tera Naam Likh Lete Hain.


** Ghalib Shayari On Isaq **

Aaye hai be-kasi-e-ishq pe rona ‘Ghalib’
kis ke ghar jaayega sailaab-e-balaa mere bAad


** Isaq Shayari by Ghalib **

Ishq Par Zor Nahi Hai Ye Vo Aatash ‘Ghalib’
Ki Lagaaye Na Lage Aur Bujhaaye Na Bane


** Mirza Ghalib Shayari*

Is Saadgi Pe Kaun Na Mar Jaaye Ai Khuda
Ladte Hain Aur Haath Mein Talwaar Bhi Nahi


** Shayari by Ghalib in Urdu **

Un Ke Dekhe Se Jo Aa Jaati Hai Munh Pe Raunak
Vo Samajhte Hain Ki Beemar Ka Haal Achchha Hai


** Urdu Shayaris By Ghalib **

Etibar-E-Ishq Kee Khana-Kharaabi Dekhna
Gair Ne Kee Aah Lekin Vo Khafaa Mujh Par Huye


** Best Of Mirza Ghalib **

Ishq Se Tabiyat Ne Zeest Ka Mazaa Paya,
Dard Ki Dawa Payi Dard Be Dawa Paya.


** Hindi Ghalib Shayari **

Aata Hai Daag-e-Hasrat-e-Dil Ka Shumaar Yaad,
Mujhse Mere Gunah Ka Hisaab Ai Khudaa Na Maang.


** Ghlib Shayari **

Aaya Hai Be-Kasi-e-Ishq Pe Rona Ghalib,
Kiske Ghar Jayega Sailab-e-Bala Mere Baad.


** Bewafa Shayari by Ghalib **

Teri Wafaa Se Kya Ho Talafi Ki Dahar Mein,
Tere Siwa Bhi Hum Pe Bahut Se Sitam Hue.


** Ghalib Shayari **

Ki Humse Wafaa To Gair Usko Jafa Kehte Hain,
Hoti Aayi Hai, Ki Achchhi Ko Buri Kehte Hain.


** 2 Line Poetry Ghalib **

Jee Dhoondta Hai Phir Wahi Fursat Ke Raat Din,
Baithe Rahe Tasawwur-e-Janaan Kiye Huye.


** Best Poetry By Ghalib **

Kehte Toh Ho Yun Kehte, Yun Kehte Jo Yaar Aata,
Sab Kehne Ki Baat Hai, Kuch Bhi Nahi Kaha Jata.


** Mirza Ghalib Shayari **

Chaandnii Raat Kee Khamosh Sitaron Kii Kasam,
Dil Mein Ab Tere Siwa Koyi Bhi Aabad Nahi.

Leave a Comment

error: